News
Loading...

Kab se khade hai jholi pasar by Vipin Sachdeva

            Kab se khade hai jholi pasar by Vipin Sachdeva

(Based On Song: Aane se uske aaye bahar…)
Kab se khade hai jholi pasar, kyun na sune tu humari pukar
Aasra tumhara hai, mere bhole baba
Tera hi sahara hai, mere bhole baba

Dekh lo lagi hai, aaj mandir mei bhir bhari
Darshano ke khatir, aaye hai sare nar aur nari
Aaja hei tripurari, dino ne pukara hei
Kab se khade hai jholi pasar, kyun na sune tu humari pukar
Aasra tumhara hai, mere bhole baba
Tera hi sahara hai, mere bhole baba
Zindagi sei hare, kya kare mann me dhiraj na aaye
Haye is jaha mei, log apne huye hai paraye
Tere siva, duniya mei, koi na humara hai
Kab se khade hai jholi pasar, kyun na sune tu humari pukar
Aasra tumhara hai, mere bhole baba
Tera hi sahara hai, mere bhole baba
Rashta na sujhe, kaha jaye mushibat ke mare
Aashra hai tera, dur kar sare sankat humare
Hei bhole, tune hi lakho ko ubara hai
Kab se khade hai jholi pasar, kyun na sune tu humari pukar
Aasra tumhara hai, mere bhole baba
Tera hi sahara hai, mere bhole baba
Aa gaye sharan mei, bojh papo ka sirr pe uthaye
Kar nazar daya ki, ‘bhakt mandal’ ye haal sunaye
Seva mei humne teri, jeevan ye gujara hai
Kab se khade hai jholi pasar, kyun na sune tu humari pukar
Aasra tumhara hai, mere bhole baba
Tera hi sahara hai, mere bhole baba
Kab se khade hai jholi pasar, kyun na sune tu humari pukar
Aasra tumhara hai, mere bhole baba
Tera hi sahara hai, mere bhole baba

Share on Google Plus

About Unknown

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments :

Post a Comment